Neel Samraat (Hindi)
5.2K Views·37 Eps·Hindi
Adventure|Drama|Fantasy
Yuvraaj Nee lvardhan apne pita ke qaatilon ko dhundhne ke liye apni pehchaan chhupakar ek mamooli machhuaara ban gaya. Ek raat uski mulaqat Rajkumari Sindoora se hui aur dono ke beech rishta ban gaya, lekin Sindoora bina Neelvardhan ke laut gayi. Saalon baad Jab woh apne bete Dhruv ke saath lauti hai toh Kya Neelvardhan apne bete ko apnayega? Ya Sindoora ko Neelvardhan ke dushmanon ne bheja tha?
Episodes 1–37
0:00 / --:--
